Kaise Kahoon
Kaise kahoon ki hume unse pyar hai,
Kaise kahoon;
Yeh Chaand, yeh gaggan, yeh sitarre,
Ab lagte nahi itne dulare,
unke saamne, phike padjate hain sab yeh saare;
Yeh khamoshi, yeh tanhayee aur bardast nahi hotee,
Yeh rooshwayi, ab humse dekhi nahi jatti;
Chaand kaha hota, to le aate,
Jaan manga hota, to de dete;
Magar yeh kaisee kismat humne payee,
Sirf kaante hi kaante mere naseeb mein ayee;
Ya khuda! dekhi teri khudayee,
Mere raaste mein sirf gum hi tunne bichayee.
Sirf Woh hi Woh hai, mere har pal mein,
Sirf ek hi naam dhadkta hai, mere seene mein;
Unki ahaat ka hamme intazar rahega,
Unki chaahat ka hamme intazar rahega,
Ish janam mein na sahi,
Agle janam mein,
jaroor humpe unko pyar ayega.
Amen